Roman script

apni taqdeer jo apne haatho likhe

apni hasti bana sake

raja ya rank ho jag uske sang ho

jyada jo ank paa sake

niyam ho niyam ho niyam ho

jaha ka naya ye niyam ho

bedi agyaan ki pighla ke gayan se

bandi sapne chhuda sake

bandi sapne chhuda sake

kudrat ne ye haq sabko diya

sab haq apna kama sake

niyam ho niyam ho niyam ho

jaha ka naya ye niyam ho

koi hunar jisme ho samay uska hi badalta hai

mati nazar aata ho pighalkar sona ugalta hai

kya lena jaat se kya lena naam se

pahchane sabko unke kaam se

boye dastoor ne jitne matbhed hai

unko jad se mita sake

raja ya rank ho jag uske sang ho

jyada jo ank pa sake

niyam ho niyam ho niyam ho

jaha ka naya ye niyam ho

niyam ho niyam ho niyam ho

jaha ka naya ye niyam ho

Explore this song