Roman script

nindiya se jaagi bahaar, aisa mausam dekha pehli baar

koyal kuke kuke gaaye malhaar, kuke kuke gaaye malhaar

koyal kuke kuke gaaye malhaar

nindiya se jaagi bahaar, aisa mausam dekha pehli baar

mai hu abhi kamsin kamsin

mai hu abhi kamsin kamsin, jaanu na kuchh is bin is bin

raate jawani ki 

raate jawani ki baali umar ke din 

kab kya ho nahi aitbar, aisa mausam dekha pehli baar

koyal kuke kuke gaaye malhaar, kuke kuke gaaye malhaar

nindiya se jaagi bahaar, aisa mausam dekha pehli baar

kaisi ye rut aayi rut aayi

kaisi ye rut aayi sun ke mai sharamaayi sharamaayi

sun ke mai sharamaayi 

kaano me kah de kya

kaano me kah de kya, baali ye puravaayi

pehne phulo ne kirno ke haar, aisa mausam dekha pehli baar

koyal kuke kuke gaaye malhaar, kuke kuke gaaye malhaar

nindiya se jaagi bahaar, aisa mausam dekha pehli baar

koyal kuke kuke gaaye malhaar, kuke kuke gaaye malhaar

Explore this song