Roman script

dil ka khilauna tujhko diya hai

bhool se bhi kabhi nahi todna

preet jo teri mujhse judi hai

wo kisi aur se nahi jodna jodna

nindaraan diyaan tainu nindaraan diyaan

tainu nindaraan diyaan

nindaraan diyaan tainu nindaraan diyaan

saun piyaa

nindaraan diyaan tainu nindaraan diyaan

tainu nindaraan diyaan

nindaraan diyaan tainu nindaraan diyaan

saun piya saun piya

kehne ko mera jo aashiyana tha

wo eent gaare ka ek makaan tha

tere kadam jo pade to ghar ban gaya

saundhi si teri khushboo mili to

kaanon meri teri boli ghuli to

seene ka ye khandahar shehar ban gaya

janmon ka hai apna safar aadhe mein nahi chhodna

nindaraan diyaan tainu nindaraan diyaan

tainu nindaraan diyaan

nindaraan diyaan tainu nindaraan diyaan

saun piya 

nindaraan diyaan tainu nindaraan diyaan

tainu nindaraan diyaan

nindaraan diyaan tainu nindaraan diyaan

saun piya saun piya 

dil ka khilauna tujhko diya hai

bhool se bhi kabhi nahi todna

preet jo teri mujhse judi hai

wo kisi aur se nahi jodna jodna

nindaraan diyaan tainu nindaraan diyaan

tainu nindaraan diyaan

nindaraan diyaan tainu nindaraan diyaan

saun piya

nindaraan diyaan tainu nindaraan diyaan

tainu nindaraan diyaan

nindaraan diyaan tainu nindaraan diyaan

saun piya saun piya

Explore this song