Roman script

beparda najar ayi jo kal chand biwiya

akbar jamin me gairat koni se gad gaya

pucha jo maine apka parda wo kya hua

kehne lagi ke akal pe mardo ke pad gaya

niklo na benakab

niklo na benakab jamana kharab hai

niklo na benakab jamana kharab hai

aur uspe ye shabab jamana kharab hai

sab kuch hame khabar hai nasihat na kijiye

sab kuch hame khabar hai nasihat na kijiye

sab kuch hame khabar hai nasihat na kijiye

sab kuch hame khabar hai nasihat na kijiye

kya honge ham kharab jamana kharab hai 

niklo na benakab jamana kharab hai

rashid tum aa gaye ho na akhir fareb me

rashid tum aa gaye ho na akhir fareb me

rashid tum aa gaye ho na akhir fareb me

rashid tum aa gaye ho na akhir fareb me

kehte na the janab jamana kharab hai 

niklo na benakab jamana kharab hai

jamana kharab hai jamana kharab hai

jamana kharab hai

Explore this song