Roman script

nikla sayiya chalbaaz re 

de ke daga wo to chala gaya chala gaya 

de ke daga wo to chala gaya

nikla sayiya chalbaaz re 

de ke daga wo to chala gaya chala gaya 

de ke daga wo to chala gaya

teri raho me ham bhi khade hain 

teri raho me ham bhi khade hain 

ek nazar dekh le jane wale 

koi bhala kaise dil ko sambhale 

dil ko sambhale kaise o jane wale 

ho katil hain ye andaz re hay ram 

nikla sayiya chalbaaz re 

deke daga wo to chala gaya chala gaya 

deke daga wo to chala gaya

tune churai meri ankho se nindiya 

tune churai meri ankho se nindiya 

chian kaha ho gayi main diwani 

hoke magan nache meri jawani 

ye jawani hui hui dekho diwani 

ho dil tujh par hain naaj re hay raam 

nikla sayiya chalbaaz re 

deke daga wo to chala gaya chala gaya 

deke daga wo to chala gaya

kaise bedrdi se ankhiya ladi hain 

kaise bedrdi se ankhiya ladi hain 

o ji balam tujhko kaise manaye 

aaja baalam le lu teri balaye 

teri balaye leke tujhko manaye 

ho sun le chahat ka raaj re hay raam 

nikla sayiya chalbaaz re 

deke daga wo to chala gaya chala gaya 

deke daga wo to chala gaya

Explore this song