Roman script

nigaho me masti adao me shokhi 
muh me jadi motiyo ki ladi hai 
ajab teri  ajab teri najro ki masti ka 
aalam ajab teri najro ki masti ka aalam
ke lai hai mujhpe ye mushkil ghadi hai ke 
lai hai mujhpe ye mushkil ghadi hai 
tadapne ka koi bahana na hota jo 
chahat na hoti zamana na hota 
mohabbat ke kandho pe duniya khadi hai 
ajab teri  ajab teri najro ki masti ka aalam
ajab teri najro ki masti ka aalam ke lai 
hai mujhpe ye mushkil ghadi hai 
ke lai hai mujhpe ye mushkil ghadi hai 
aani hai harsh ye dil se bhulakar na 
itrao chanda si surat ko pakar
ye husno jawani ghadi do ghadi hai 
ajab teri teri najro ki masti ka aalam
ajab teri najro ki masti ka aalam ajab 
teri najro ki masti ka aalam
ke lai hai mujhpe ye mushkil ghadi hai  
ke lai hai mujhpe ye mushkil ghadi hai

Song details

Song video

Watch on YouTube