Roman script

nigaho se dil me chale aaiyega

nigaho se dil me chale aaiyega

nigaho se dil me chale aaiyega

chale aaiyega na sharmaiyega

chale aaiyega na sharmaiyega

nigaho se dil me chale aaiyega

dil ko kisi ke jalana bura hai

sama ko jala ke bhujana bura hai

dil ko kisi ke jalana bura hai

sama ko jala ke bhujana bura hai

tadapta hai dil ab na tadpaiyega

na tadpaiyega

nigaho se dil me chale aaiyega

chale aaiyega na sharmaiyega

nigaho se dil me chale aaiyega

zara dil ki duniya me aake to dekho

nazar se nazar ko mila ke to dekho

zara dil ki duniya me aake to dekho

nazar se nazar ko mila ke to dekho

agar dil lagane chale jaiyega 

na sharmaiyega

nigaho se dil me chale aaiyega

chale aaiyega na sharmaiyega

nigaho se dil me chale aaiyega

Explore this song