Roman script

nigaho ke sawal ka 

nigaho se jawab do 

nigaho ke sawal ka 

nigaho se jawab do 

bas yunhi jane tamanana

pyar karte raho

nigaho ke sawal ka 

nigaho se jawab do 

nigaho ke sawal ka 

nigaho se jawab do 

bas yunhi jane tamanana

pyar karte raho

nigaho ke sawal ka 

nigaho se jawab do 

nigaho ke sawal ka 

nigaho se jawab do 

gaalo pe hain surkhiya

aankhe bhi hain badi badi

gaalo pe hain surkhiya

aankhe bhi hain badi badi

neeli nazar kaatil adaa

dekhe mujhe ghadi ghadi

hatho me uske reshmi

neela rumaal hain

baitha hain suit boot me

resham se baal hain

ha nigaho ke sawal ka 

nigaho se jawab do 

nigaho ke sawal ka 

nigaho se jawab do 

bas yunhi jane tamanana

pyar karte raho

nigaho ke sawal ka 

nigaho se jawab do 

nigaho ke sawal ka 

nigaho se jawab do 

saanso me hain tufa koi

aankho pe hain chashma laga

saanso me hain tufa koi

aankho pe hain chashma laga

sone ki hain uski ghadi

ungli me hain chhala naya

sine me uske aag hain 

najro me teer hain

jalim hain dekhne me wo

lagta fakir hain

ha nigaho ke sawal ka 

nigaho se jawab do 

nigaho ke sawal ka 

nigaho se jawab do 

bas yunhi jane tamanana

pyar karte raho

nigaho ke sawal ka 

nigaho se jawab do 

nigaho ke sawal ka 

nigaho se jawab do

Explore this song