Roman script

nigaahe milane milane ko ji chahta hai 
nigaahe milane milane ko ji chahta hai 
kahi dil lagane lagane ko ji chahta hai 
ha kabhi aaha aati hai sine se lab tak 
sine se lab tak 
kabhi muskurane muskurane ko ji chahta hai
kabhi muskurane muskurane ko ji chahta hai
mohabbat ki doulat mili tumse lekin 
han mohabbat ki doulat mili tumse lekin 
mili tumse lekin 
ummid chhupane chhupane ko ji chahta hai 
ummid chhupane chhupane ko ji chahta hai 
nigaahe milane milane ko ji chahta hai

Song details

Song video

Watch on YouTube