Roman script

nigah-e-yaar ne

nigah-e-yaar ne kuch aisa jadu kar diya

nigah-e-yaar ne kuch aisa jadu kar diya

gulo ka rang meri jindagi me bhar diya

gulo ka rang meri jindagi me bhar diya

nigah-e-yaar ne

nigah-e-yaar ne kuch aisa jadu kar diya

hasin raat hai tu mere sath hai

mai kyu na chum lu ghataye julf ki

mai tujhme kho gaya diwana ho gaya

ke mujhko le udi hawaye julf ki

mahkte gesuo ne

mahkte gesuo ne chain kis kadar diya

gulo ka rang meri jindagi me bhar diya

gulo ka rang meri jindagi me bhar diya

nigah-e-yaar ne

nigah-e-yaar ne kuch aisa jadu kar diya

mili jo husn ki jara si roshni

bujhe bujhe se khwab jagmaga uthe

jo pyar mil gaya ye dil sambhal gaya

udas honth fir se gunguna uthe

labo ko pyar ne

labo ko pyar ne ye nagma-e-sahar diya

gulo ka rang meri jindagi me bhar diya

gulo ka rang meri jindagi me bhar diya

nigah-e-yaar ne

nigah-e-yaar ne kuch aisa jadu kar diya

ye mera dil kahe tu humkadam rahe

jaha bhi le chale wafa ke rashte

kisi bhi mod pe akela chhod ke

chale na jana tum khuda ke waste

mujhe nasib ne

mujhe nasib ne ek pyara humsafar diya

gulo ka rang meri jindagi me bhar diya

gulo ka rang meri jindagi me bhar diya

nigah-e-yaar ne

nigah-e-yaar ne kuch aisa jadu kar diya

nigah-e-yaar ne kuch aisa jadu kar diya

gulo ka rang meri jindagi me bhar diya

gulo ka rang meri jindagi me bhar diya

nigah-e-yaar ne

nigah-e-yaar ne kuch aisa jadu kar diya

Explore this song