Roman script

neki ka fal nek milega 
bad ko badi milegi 
badhta chal tu sachai par 
duniya sath chalegi 
tere duniya sath chalegi 
neki ka fal nek milega 
sat hai inshan sat hi imaan 
saty prabhu ka pyara 
manvta ko arpan kar tu 
apna jivan sara 
sat hai inshan sat hi imaan 
saty prabhu ka pyara 
manvta ko arpan kar tu 
apna jivan sara 
ishwar ka roop dekh nayan se 
pal me jot jalegi 
ishwar ka roop dekh nayan se 
pal me jot jalegi 
badhta chal tu sachai par 
duniya sath chalegi 
tere duniya sath chalegi 
neki ka fal nek milega 
bhed hai itna gahra 
duniya ise samajh na paai 
in sabka hai mel zindgi 
sukh dukh mile judaai 
bhed hai itna gahra 
duniya ise samajh na paai 
in sabka hai mel zindgi 
sukh dukh mile judaai 
in rango me prabhu parakh le 
sanch ki raah milegi 
in rango me prabhu parakh le 
sanch ki raah milegi 
badhta chal tu sachai par 
duniya sath chalegi 
tere duniya sath chalegi 
neki ka fal nek milega 
bad ko badi milegi 
badhta chal tu sachai par 
duniya sath chalegi 
tere duniya sath chalegi

Song details

Song video

Watch on YouTube