Roman script
nazaro se chhup gaya hai taqdir ka savera nazaron se chhup gaya hai taqdir ka savera girata hai jo bhi ansu leta hai nam tera ham reh gaye tadap kar munh zindagi ne phera girta hai jo bhi ansu leta hai nam tera nazaro se chhup gaya hai taqdir ka savera duniya mein ham yeh kaisi taqdir le ke aye tukde dilo jigar ke ashko mein muskuraye hansti hai mujhpe kismat rota hai pyar mera girata hai jo bhi ansu leta hai nam tera nazaro se chhup gaya hai taqdir ka savera
Explore this song
- Singer: Hemant Kumar
- Singer: Lata Mangeshkar
- Film / album: Do Mastane (1958)
- Composer: Hemant Kumar
- Lyricist: Kaif Irfani
- Actor: Motilal
- Actor: Murad
- Actor: Geeta Bali
- Actor: Sultana Bano
- Actor: Begum Para
- Actor: Mukri
- Actor: Tun Tun
- Actor: Johny Walker