Roman script

nazro ne mara hum kya kare dil hai bechara hum kya kare

teer laga kaha dil uda kidhar husn walo se pucho

karke ye war deke ye gum pucha na hal kaise hai hum

humse ye ched achi rahi wah ye naz haye re sitam

koi nahi chara mera kaise ho gujara nazro ne mara hum kya kare

dil hai bechara hum kya kare teer laga kaha dil uda kidhar

husn walo se pucho nazro ne mara hum kya kare

husn walo se pucho dekhke chal sambhla na dil

hoke behal badla ye dil dekhke chal sambhla na dil

hoke behal badla ye dil ulfat me aaj aisa fasa

chaha hazar nikla na dil karke ishara deke jara sa sahara

haye najro ne mara hum kya kare nazro ne mara hum kya kare

dil hai bechara hum kya kare teer laga kaha dil uda kidhar

husn walo se pucho nazro ne mara hum kya kare

dil hai bechara hum kya kare teer laga kaha dil uda kidhar

husn walo se pucho nazro ne mara hum kya kare

dil hai bechara hum kya kare teer laga kaha dil uda kidhar

husn walo se pucho

Explore this song