Roman script

Nazarein milakar tune kya kiya chori chori mera dil le liya 

Man me hain halchal mein huyi pagal ho gayi teri diwaani 
Tuhi mera dil tuhi meri jaan 
Tuhi meri jaan sun le jaanejaan  
Nazarein milakar tune kya kiya chori chori mera dil le liya 
Nazarein milakar tune kya kiya chori chori mera dil le liya
Sapane tumhare sajne lage ab taar dil ke bajane lage ha 
Chudi ki khn khn tujhko pukare 
payal ki run jhun kare kya ishaare 
Bahaon me aaja dil me sama jaa pyaar ki de de nishani 
Tuhi mera dil tuhi meri jaan 
Tuhi meri jaan sun le jaanejaan
Nazarein milakar tune kya kiya chori chori mera dil le liya 
Nazarein milakar tune kya kiya chori chori mera dil le liya
Tujhse bichad ke kaise jeeye hum  
itna btade mujhko mere sanam 
Tera naam leke dhadke mera man   
ye tere naina hain mere darpan 
Saason me tum ho khwabon me tum ho meri zindgaani 
Tuhi mera dil tuhi meri jaan 
Tuhi meri jaan sun le jaanejaan
Nazarein milakar tune kya kiya chori chori mera dil le liya 
Nazarein milakar tune kya kiya chori chori mera dil le liya
Tumse mile hum ban gayi humdum apni prem kahani 
Tuhi mera dil tuhi meri jaan 
Tuhi meri jaan sun le jaanejaan

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Kumar Sanu, Chandrani Mukherjee