Roman script

nazare teri nazare aisa jadu kar gayi
nazare teri nazare aisa jadu kar gayi
diwanagi si koyi mere dil mein utar gayi
o yaro mujhase to kaha nahi 
jaye koyi jake use ye bataye
yaro mujhase to kaha nahi 
jaye koyi jake use ye bataye
ke dil diwana ho gaya 
ke dil diwana ho gaya
ke dil diwana ho gaya 
ke dil diwana ho gaya
wo chehare ko apane chhupane lage 
jinhe dhundane me jamane lage
usike liye dil yeh betab hai 
wo ladaki hai ya phir koyi khab hai
mujhe dur dur dur se sataye 
ek jhalak dikhake chhup jaye
ke dil diwana ho gaya 
ke dil diwana ho gaya
ke dil diwana ho gaya 
ke dil diwana ho gaya
yaro mujhase to kahan nahi jaye 
koyi jake use yeh bataye
jane anjane wo kya kar gaye 
nashe mein wo koyi nasha bhar gaye
huwa hai na jane ye kaisa asar 
na mujhako pata haina unako khabar
mann jhum jhum jhumake jaye 
ke wo aake mujhe sine se lagaye
ke dil diwana ho gaya 
ke dil diwana ho gaya
ke dil diwana ho gaya 
ke dil diwana ho gaya
nazarein teri nazarein aisa jadu kar gayi
diwanagi si koyi mere dil mein utar gayi
o yaro mujhase to kaha nahi 
jaye koyi jake use ye bataye
yaro mujhase to kaha nahi 
jaye koyi jake use ye bataye
ke dil diwana ho gaya 
ke dil diwana ho gaya
ke dil diwana ho gaya 
e dil diwana ho gaya

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Bobby Deol, Lara Dutta