Roman script

nazar wo hai ke jo

kauno maka ke paar ho jaye

nazar wo hai ke jo

kauno maka ke paar ho jaye

magar jab ruhe taba par pade

bekar ho jaye

najar us husn par thahre to

aakhir kis tarah thahre

najar us husn par thahre to

aakhir kis tarah thahre

kabhi jo phul ban jaye

kabhi rukhsar ho jaye

chala jata hu hansta khelta

mauje hawa dis se

chala jata hu hansta khelta

mauje hawa dis se

agar aasaniya ho zindagi

duswar ho jaye

agar aasaniya ho zindagi

duswar ho jaye

Explore this song