Roman script

najar se mil hi jaygi najar 

najar se mil hi jaygi najar 

aahista aahista meri aahon mein aayega asar 

meri aahon mein aayega asar 

aahista aahista meri aahon mein aayega asar 

majare kash par jab ruhe naina ek din aai 

karbano ke murjhaye huye kuchh phool bhi laai 

naki jab phool rakhane kabr se aawaj ye aai 

chatha na phool janeman magar 

chatha na phool janeman magar 

aahista aahista meri aahon mein aayega asar 

meri aahon mein aayega asar 

aahista aahista meri aahon mein aayega asar 

ha dil mein kah raha farhan siri se juda hokar

mohabbat ki gali mein hamne kya paya hai dil khokar 

uthaya usne pesha phir kaha peshe se yu rokar 

mere dil ke karo tukade agar 

mere dil ke karo tukade agar 

aahista aahista meri aahon mein aayega asar 

meri aahon mein aayega asar 

aahista aahista meri aahon mein aayega asar 

gai jab rani dharman ek dariya pe nahane ko

waha baitha tha chilidar afsana sunane ko

kaha usne ke rani chhod de sare jamane ko 

basana hai agar uska safar 

basana hai agar uska safar aahista aahista 

meri aahon mein aayega asar 

meri aahon mein aayega asar 

aahista aahista meri aahon mein aayega asar 

hamari dasta bhi laila majnu ka fasana hai 

tumhare vaste ab dil mein mitane ki tamnna hai 

hamare aur tumahre pyar mein bas fark itna hai

idhar to jaldi jaldi hai udhar 

idhar to jaldi jaldi hai udhar 

aahista aahista 

meri aahon mein aayega asar 

meri aahon mein aayega asar 

aahista aahista 

meri aahon mein aayega asar 

mohabbat ki bhari mahfil mein ye kaisa najara hai 

tumahare hai kadam aur unse lipta dil hamara hai

na isko bhul jana dil hamara gar tumhara hai 

mera dil tode na kaha magar 

mera dil tode na kaha magar 

aahista aahista meri aahon mein aayega asar 

meri aahon mein aayega asar 

aahista aahista meri aahon mein aayega asar 

javani ne abhi ulfat ka afsana nahi sikha 

kisi ke vaste barbad ho jana nahi sikha 

abhi meri adao ne bhi sharmana nahi sikha 

mujhe sabkuchh sikha dena magar

mujhe sabkuchh sikha dena magar

aahista aahista meri aahon mein aayega asar 

meri aahon mein aayega asar 

meri aahon mein aayega asar 

meri aahon mein aayega asar 

meri aahon mein aayega asar 

aahista aahista meri aahon mein aayega asar

Explore this song