Roman script

najar najar mein in samaa gaye 
tum ye khwaab dil ke sanwar gaye hain 
najar najar mein in samaa gaye 
tum ye khwaab dil ke sanwar gaye hain 
tumhe khabar kya ke hum 
tumhari inhi adaon pe mar gaye hain 
najar najar mein in samaa gaye 
tum ye khwaab dil ke sanwar gaye hain 
najar najar mein in samaa gaye 
tum ye khwaab dil ke sanwar gaye hain 
ye aaj kaisi talab hain dil ki 
har ik tamanna hain bahaki bahaki 
ye aaj kaisi talab hain dil ki 
har ik tamanna hain bahaki bahaki 
karib aao gale lagao 
ye raat ho jaye mahaki mahaki 
najar najar mein in samaa gaye 
tum ye khwaab dil ke sanwar gaye hain 
najar najar mein in samaa gaye 
tum ye khwaab dil ke sanwar gaye hain 
tumhe khabar kya ke hum 
tumhari inhi adaon pe mar gaye hain 
najar najar mein in samaa gaye 
tum ye khwaab dil ke sanwar gaye hain 
najar najar mein in samaa gaye 
tum ye khwaab dil ke sanwar gaye hain 
ghamo ki ab dhup ka nahi dar 
tumhari chahat hain chhaw jaisi 
ghamo ki ab dhup ka nahi dar 
tumhari chahat hain chhaw jaisi 
zara zara mein  badalti jaye hain 
dil ki phitrat hawaon jaisi 
najar najar mein in samaa gaye 
tum ye khwaab dil ke sanwar gaye hain 
najar najar mein in samaa gaye 
tum ye khwaab dil ke sanwar gaye hain 
tumhe khabar kya ke hum tumhari 
inhi adaon pe mar gaye hain 
najar najar mein in samaa gaye 
tum ye khwaab dil ke sanwar gaye hain 
najar najar mein in samaa gaye 
tum ye khwaab dil ke sanwar gaye hain

Song details

Song video

Watch on YouTube