Roman script

nazar na lage 
nazar na lage, laage nazar na 
ki mera munna naino ka tara 
jhule me jhule re 
nazar na lage, laage nazar na 
ki mera munna naino ka tara 
jhule me jhule re 
mare angana tu muskaye 
mere angana tu muskaye 
man mera naache re, gaye re man ye 
aa aa aa aa aa 
man har mohak pramidini lochan
bali bali jaau o mere chanda 
jhule me jhule re 
jhule me jhule re
punay jagane ko is jug me aaye 
punay jagane ko is jug me aaye 
prabhu bhakti ki mahima, prabhu bhakt gaye
aanand aanand aanand paye 
mangal mangalmay darshan tumhare 
darshan tumhare, darshan tumhare
jhule me jhule re 
jhule me jhule re 
tere pita bhi to aashish denge 
tere pita bhi to aashish denge 
jab ye sunenge ki aaya hain nanha 
jab tak hain suraj chanda me jyoti 
jiye mera ye nanha mera ye nanha 
mera ye nanha mera ye nanha 
jhule me jhule re 
jhule me jhule re

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: P B Sreenivas, S Janaki