Roman script

aap aa gaye hai or bhi kareeb mere

mujhe mubarak de ab to naseeb mere 

nazar ka milke jhuk jaana 

mohabbat ki nishaani hai nishaani hai

mere hontho pe ab ye dastan puraani hai puraani hai 

nazar ka milke jhuk jaana 

mohabbat ki nishaani hai nishaani hai

chupaane se nahi chupta kabhi ye raaz ulfat ka 

chupaane se nahi chupta kabhi ye raaz ulfat ka 

kabhi ye raaz ulfat ka kahi jaaye jo aankho se 

mohabbat wo kahani hai kahani hai

nazar ka milke jhuk jaana 

mohabbat ki nishaani hai nishaani hai

sath me to hai ek tasveer magar ab fat bhi jaayegi 

sath me to hai ek tasveer magar ab fat bhi jaayegi 

ab fat bhi jaayegi jo tere sath fat jaaye 

meri wo jindgaani hai jindgaani hai  

nazar ka milke jhuk jaana 

mohabbat ki nishaani hai nishaani hai

mere hontho pe ab ye dastan puraani hai puraani hai 

nazar ka milke jhuk jaana 

mohabbat ki nishaani hai nishaani hai

Explore this song