Roman script

nayi umar ke naye sitaaro
nayi fasal ki nayi baharo 
khilo phalo es tarah se pure 
chaman ka pura liwaj badale 
nayi umar ke naye sitaaro
nayi fasal ki nayi baharo 
likho jawani ke naam khat wo 
ki phul ban jaye khuwb sare 
bij roshni ki lagao kalme 
jami pe ugane lage sitare 
badal do pichale hisab aise
ulat do gum ke nakab aise
ki sab ki sab ye jamin badle 
ki sab ki sab ye aakash badle
nayi umar ke naye sitaaro
nayi fasal ki nayi baharo 
nayi umar ke naye sitaaro
nayi fasal ki nayi baharo

Song details

Song video

Watch on YouTube