Roman script

nayi naveli chali akeli 

malaniya albeli malaniya albeli 

nayi naveli chali akeli 

malaniya albeli malaniya albeli 

najuk najuk kaliya chunati 

dal dal se phul binati 

najuk najuk kaliya chunati 

dal dal se phul binati 

ui nigoda kanta chubha 

to phulo ki mitti le li 

kanto ka kya dosh 

phul hath ki usne chutaki le li 

chhodo ji hoti hai humko deri 

o ji wo shano wali 

tirachi kamano wali 

naino ke baano wali 

khilati phulo ki dali kaha chali

hum phul haat ko jate hai 

kya becho ho kuch loge tum 

han chameli juhi malati 

phul gulab gulnar 

maulsati ki mala bechu hoskhoj ka har 

nahi chahiye juhi chameli

na hi phul gulab 

hume chahiye ras ke pyale 

gale bahiyo ke haar 

tum ho rash ke gahak rashiya 

apni ko ke yar 

phulan ki bagiya hai ye hai nah rup bajar 

jao jao aji lao lao

kya phul chameli malaniya albeli 

malaniya albeli

Explore this song