Roman script

nai bahaare aai

nai bahaare aai, tumhi na aaye

dil ki lagi tadpaayen

nai bahaare aai

nai bahaare aai, tumhi na aaye

dil ki lagi tadpaayen

koyal ki ku ku aag lagaaye

koyal ki ku ku aag lagaaye

palbhar chain na aaye, nahi aaye

nai bahaare aai

nai bahaare aai, tumhi na aaye

dil ki lagi tadpaayen

rumjhum sadayein kaali ghatayen

rumjhum, rumjhum sadayein kaali ghatayen

mausam suhana thandi hawayein

mausam suhana thandi hawayein

pi pi papiha gaaye

pi pi papiha gaaye

nai bahaare aai

nai bahaare aai, tumhi na aaye

dil ki lagi tadpaayen

chhup chhup, chhupchhup koi dil ko churaaye

dil ko churaaye

chhup chhup, chhupchhup koi dil ko churaaye

dil ko churaaye

dhime swaro me preet sunaaye

dhime swaro me preet sunaaye

neha nazar milaaye, neha nazar milaaye

nai bahaare aai

nai bahaare aai, tumhi na aaye

dil ki lagi tadpaayen

Explore this song