Roman script

o jaanam jaanam

o jaanam ha jaanam

naye zamane ka tu naya item

are mast hua hain saara aalam

naye zamane ka tu naya item

mast hua hain saara aalam

khula khula hain tera tan

tauba kaisa ye fashion

dil mein hua dhamaka

ha ha dil mein hua dhamaka

jab se tujhko dekha

o jaanam o jaanam

naye zamane ka tu naya item

mast hua hain saara aalam

naye zamane ka tu naya item

mast hua hain saara aalam

na kaano mein hain baali

na maathe pe hain bindiya

na kaano mein hain baali

na maathe pe hain bindiya

chudiyo ki jagah pe

chudiyo ki jagah pe

tik tik karti hain ghadiyan

tik tik karti hain ghadiyan

pairon mein na paayal ki chham chham

ha tauba kaisa ye fashion

naye zamane ka tu naya item

mast hua hain saara aalam

teri jeans hain o chhori

kuch aadhe se bhi kam hain

ha ha ha teri jeans hain o chhori

kuch aadhe se bhi kam hain

tujhe ghur rahe hain sab chhore

kitne besharam hain 

choli si hain teri t shirt humdam

na na tauba kaisa ye fashion

naye zamane ka tu naya item

mast hua hain saara aalam

tujhko nahi pukaaregi ab koi gajrewali

ha tujhko nahi pukaaregi ab koi gajrewali

faishon ki khaatir tune

jhulfe chhoti kar daali

teri ada hain bumchiki chikibum

ha mast hua hain saara aalam

naye zamane ka tu naya item

mast hua hain saara aalam

khula khula hain tera tan

tauba kaisa ye fashion

o jaanam o jaanam o jaanam

o jaanam o jaanam o jaanam

Explore this song