Roman script

nathniya main na pahnu

nathniya main na pahnu

saiya ko chubh chubh jaye

nathniya main na pahnu

saiya ko chubh chubh jaye

nathniya main na pahnu

saiya ko chubh chubh jaye

saiya ko chubh chubh jaye

haye saiya ko chubh chubh jaye

nathniya, nathniya main to na pahnu

saiya ko chubh chubh jaye

nathniya main to na pahnu

saiya ko chubh chubh jaye

o solha singaar kiye baithi dulhaniya

aane wale ahi dulhe raja bahaniya

man me to laddu phute

upar se kaale ruthe

man me to laddu phute

upar se kaale ruthe

dekho barat aayi dware sajaniya

man hi man muskaye haye

man hi man muskaye

ghunghat me to 

ghunghat me to na kholu

piya ki najar lag jaye

ghunghat me to na kholu

piya ki najar lag jaye

nathniya main to na pahnu

saiya ko chubh chubh jaye

ho baaje shehnai aur dhol tere angna

ghodhi nachata dekho aaya tera sajan

huyi tu piya ki, piya huye tere

huyi tu piya ki, piya huye tere

pura hua hai aaj barso ka sapna

dhak dhak jiya ghabraye haye

dhak dhak jiya ghabraye

aage ki main to

aage ki main to na janu

kya hoga ri ab haye

aage ki main to na janu

kya hoga ri ab haye

nathniya main to na pahnu

saiya ko chubh chubh jaye

ha thumka lagao ji thumka lagao

shaadi ka mauka hai naacho aur gaao

shaadi ka mauka hai naacho aur gaao

thumka lagao ji thumka lagao

shaadi ka mauka hai naacho aur gaao

shaadi ka mauka hai naacho aur gaao

are dulha bhi raaji dulhaniya bhi raaji

miya biwi raaji to kya hota kaji

miya biwi raaji to kya hota kaji

ae ek jaam tum bhi peeyo

peeyo aur hans ke jeeyo

ha ha peeyo peeyo

peekar hanskar jeeyo

maje se hum bhi jeeye

maje se tum bhi jeeye

ha ha maje se hum bhi jeeye

ha ha maje se tum bhi jeeye

jug jug jeeye ye jodi

khushiya aaye daudi daudi

phale aur phule gauri

bandhi rahe pyar ki dori 

bandhi rahe pyar ki dori 

pyar ki dori, pyar ki dori 

ha thumka lagao ji thumka lagao

shaadi ka mauka hai naacho aur gaao

shaadi ka mauka hai naacho aur gaao

shaadi ka mauka hai naacho aur gaao

shaadi ka mauka hai naacho aur gaao

shaadi ka mauka hai naacho aur gaao

badi taqdeer teri bhari rahe maang teri

duaye main to ye maangu jodi amar ho jaye

duaye main to ye maangu jodi amar ho jaye

Explore this song