Roman script

nasha shrab me hota to nachti botal

nasha tumhari nigaho ka rang laya hai ho goriya

udti chunriya ne manwa jo chhu liya

udti chunriya ne manwa jo chhu liya

hamko nasha ho gaya ho goriya hamko nasha ho gaya

bali umariya ne hampe jo war kiya

bali umariya ne hampe jo war kiya

hamko nasha ho gaya ho goriya 

hamko nasha ho gaya ho goriya

chehra tera jo hamne dekha jake jawani wapas aayi

haye re tere rup ka jadu aur bhi duni masti chhayi

ho chehra tera chehra tera jo hamne dekha

jake jawani wapas aayi haye re tere rup ka jadu

aur bhi duni masti chhayi patli kamariya ne

patli kamariya ne thumka jo mar diya

hamko nasha ho gaya

ho goriya hamko nasha ho gaya

udti chunriya ne manwa jo chhu liya

hamko nasha ho gaya

ho goriya hamko nasha ho gaya

teri aankhe mast gulabi jaise khade ho do sarabi

aankhe milana aankhe churana 

kar gya mere dil pe kharabi

ho teri aankhe teri aankhe mast gulabi

jaise khade ho do sharabi

aankhe milana aankhe churana 

kar agya mere dil pe kharabi tirchi najariya ne

tirchi najariya ne uljhan me dal diya

hamko nasha ho gaya

ho goriya hamko nasha ho gaya

udti chunriya ne manwa jo chhu liya

bali umariya ne hampe jo war kiya

hamko nasha ho gaya ho goriya 

hamko nasha ho gaya ho goriya

Explore this song