Roman script

dilruba ho o 
dilruba hi o dilruba o 
nargisi nargisi, aankhe teri nargisi 
jabse dekha husn tera, ho gayi hai bekhudi 
nargisi nargisi, aankhe teri nargisi 
jabse dekha husn tera, ho gayi hai bekhudi
chum lu lab tere, aaja meri zindagi 
ban gayi hain ghata, teri julf reshmi 
nargisi nargisi, aankhe teri nargisi  
bas gayi tu hi dil me, sine me dhadke hardam
aashiqi karte karte, jaan dedu teri kasam 
chha gaya ahin nasha, badh gayi diwaangi 
ye ada ye sitam, baaakpan ye dilkashi 
bhigi raat gujar na jaaye
pyaas bujha le najami 
bahak rahi hain teri jawani, paas aaja mehjabi
muskura de ye haseena, khil uthegi chandani
aaj aisa kar de jaadu, hosh aaye na kabhi 
nargisi nargisi, aankhe teri nargisi 
bas gayi tu hi dil me, sine me dhadke hardam
aashiqi karte karte, jaan dedu teri kasam 
chha gaya ahin nasha, badh gayi diwaangi 
ye ada ye sitam, baakhpan ye dilkashi 
he he he he he 
tere hontho pe masti hain
hirani jaisi tu chlati ahin 
tu jo sharmaye lagata hain
koi bijali si girti hain 
tere hontho pe masti hain
hirani jaisi tu chlati ahin 
tu jo sharmaye lagata hain
koi bijali si girti hain 
zindagi hain ek andhera, pyaar tera roshni
dekh maine teri khatir, saari duniya chhod di 
dilruba ye umar saari, maine tere naam ki 
dhadkano me tu hi tu hain, dur na hogi kabhi 
nargisi nargisi, aankhe teri nargisi 
jabse dekha husn tera, ho gayi hai bekhudi
chum lu lab tere, aaja meri zindagi 
ban gayi hain ghata, teri julf reshmi 
ye ghataye ye bholapan
ye teri palko ki chilman
main hua jata hu pagal
tu utha deti hain halchal 
phul se tere gaalo par, aag si dekhi hain aksar
paayr ka barsa de savan
ye haseena ye shola badan

Song details