Roman script

nakshatra nakshatra nakshatra nakshatra 

nakshatra nakshatra nakshatra nakshatra 

jabse shuru ye tarana ho gaya

jamana ye hamara diwana ho gaya

jabse shuru ye tarana ho gaya

jamana ye hamara diwana ho gaya

machle se jajbat badle se halat 

muskil ab jaan bachana ho gaya

nakshatra nakshatra nakshatra nakshatra

raahe kisi ko, kisi ko hamsafar 

kuchh naa kisi ko, kisi ko sab nazar 

raahe kisi ko, kisi ko hamsafar 

kuchh naa kisi ko, kisi ko sab nazar 

ye kya gul khilaaye, kisi ko kya pata 

ye kya rang laaye kisi ko kya khabr 

nakshatra nakshatra nakshatra nakshatra

lamhon ka dariya na rukta hain kahin 

jo waqt jaye wo aaye naa fir kabhi 

lamhon ka dariya na rukta hain kahin 

jo waqt jaye wo aaye fir kabhi 

armmaan na koi bhi baaki rahe 

ji bhar jiye jaa yahi hain zindagi 

nakshatra nakshatra nakshatra nakshatra 

nakshatra nakshatra nakshatra nakshatra

Explore this song