Roman script

nakhre dikhla ke dil  le liya albeliya
tere balam ban gaye hum, hum 
tere balam ban gaye hum, hum
mujhko sahara tune de diya pardeshiya
mera manwa nache chham chham
mera manwa nache chham chham
mai nirdhan tu daulat wali ye milap mushkil hai 
haye ye milap mushkil hai 
tere pas bhi dil hai pyare mere pas bhi dil hai
mai sadke teri bali umar teri tirchhi nazar
teri patli kamar ka jawab nahi 
o jawab nahi
mujhko sahara tune de diya pardeshiya
mera manwa nache chham chham
nakhre dikhla ke dil  le liya albeliya
tere balam ban gaye hum, hum 
mai panchhi aur tu pardeshi milke sang uad jaye 
haye milke sang uad jaye apne pyar ke jo hai dushman 
unke hath na aaye
apne pyar ke jo hai dushman 
unke hath na aaye mai sadkes
tere dam se sajan mera ghar hai chaman
tere dil ki lagan ka jawab nahi o jawab nahi
nakhre dikhla ke dil le liya albeliya
tere balam ban gaye hum, hum 
tere balam ban gaye hum, hum
mujhko sahara tune de diya pardeshiya
mera manwa nache chham chham
mera manwa nache chham chham

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Shamshad Begum, Mohammed Rafi