Roman script

din ra sawan nahi dekha nand gaw sa gaw

sham nam ka nam suna nahi kunj gali ki chaw

nak me pahne kan ki bali lalita hui matwali

kajal se bigdi mukhde ki lali ho gaye vishaksha kali

badli bani dole dulari pahna hai pag me kangana

pahna hai pag me kangana ganga se gir gayi bhojan ki thali

jamuna ne chhod diya palna jamuna ne chhod diya palna

murli ki dhun sunke sudh bisrayi jhum jhum radha bhi aayi

nache nache man mor mera aaya chitchor mera

chaya nasha hai kan kan me

dekho mohan aaya hai madhuban chalo ri chalo ri chalo

dekho ras rachaiya pyara kanahiya

mohan aaya hai madhuban me

kaisi dhum machi hai gwalan me

dekho ras rachaiya pyara kanahiya

mohan aaya hai madhuban me

kaisi dhum machi hai gwalan me

aadha tan sham ka hai aadha tan radha ka hai

radha hi me sham hai ya sham me hi radha hai

radha ko na badha koi sham ko na badha hai

badha bas itni hai rup aadha aadha hai

ye mohan ka rup dekh chaya me dhup dekh

sakhiya padi hai uljhan me

dekho mohan aaya hai madhuban me

dekho ras rachaiya pyara kanahiya

mohan aaya hai madhuban me

kaisi dhum machi hai gwalan me dekho ras rachaiya

udasi ke badal har angana pe chaya

to radha ne natwar se naina milaye

samjh bat man ki mohan muskuraye

ye jitne the rup usne apne banaye

naino me nain dal pucha jo dil ka hal bujh me lagi hai aag tan me

dekho mohan aaya hai madhuban me 

dekho ras rachaiya pyara kanahiya

mohan aaya hai madhuban me kaisi dhum machi hai gwalan me

juda bich fal se hua ek pal me ke nadiya hui mel sagar ke jal me

jo mai hai wo tu hai kaha hai mansuri me

nar nari ka jhagda mitaya hari ne

kan kan me shakti hai teri bishnu rup sansar

jab jab hota nasha dharam ka tum lete awtar

Explore this song