Roman script

najar bachkar chale gaye wo 
varna ghayal kar deta
dil se dil takra jata to 
dil me agni bhar deta
varna ghayal kar deta
najar bachkar chale gaye wo 
varna ghayal kar deta
dil se dil takra jata to 
dil me agni bhar deta
varna ghayal kar deta
milti ankhe to wo bhi 
dekhte mere pyar ka jadu
apne rang me hum bhi kam 
na the kar dete bekabu
milti ankhe to wo bhi 
dekhte mere pyar ka jadu
apne rang me hum bhi kam 
na the kar dete bekabu
najar bachkar chale gaye wo 
varna ghayal kar deta
dil se dil takra jata to 
dil me agni bhar deta
varna ghayal kar deta
agar wo theharate mere 
samne dil pe tir chal jate
wo hasin hai mai jawan hu 
sare bhed khul jate
agar wo theharate mere 
samne dil pe tir chal jate
wo hasin hai mai jawan hu
sare bhed khul jate
najar bachakar chale gaye 
wo varna ghayal kar deta
dil se dil takra jata to 
dil me agni bhar deta
varna ghayal kar deta
ham se kab talak muh chhupenge 
wo apni shan dikhla ke
ek roj to aa hi jayenge wo mere pas sharma ke
ham se kab talak muh chhupenge 
wo apni shan dikhla ke
ek roj to aa hi jayenge wo mere pas sharmake
najar bachakar chale gaye wo 
varna ghayal kar deta
dil se dil takra jata to 
dil me agni bhar deta
varna ghayal kar deta
najar bachakar chale gaye wo
varna ghayal kar deta
dil se dil takra jata to 
dil me agni bhar deta
varna ghayal kar deta

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Shammi Kapoor, Mala Sinha