Roman script
uljhi si ek dor hai koi khamoshi mein shor hai koi kisko ye batlaye kya dil puchhe ab mera palkhone se zarne kyu phut-te hai naino ke pokhar kyu sukhte hai ashqo mein sapne beh jaate hai kyu waade adhure reh jaate hai kyu kyu hota hai ehsaas khone ka kyu hota hai mai jaanu na kyu hota hai gham kisi ke khone ka kyu hota hai mai jaanu na saanse begaani ho gayi hai dhadkan parai si lage saari fizaao mei yahaan ghul koi ruswaai si lage khwaabon ke moti kyu tut-te hai khushiyon ke mausam kyu ruthate hai bin bole naina keh jaate hai kyu alfaaz hothon pe reh jaate hai kyu kyun hota hai ehsaas khone ka kyu hota hai main jaanu na kyun hota hai gham kisi ke khone ka kyun hota hai main jaanu na uljhi si ek dor hai koi khamoshi mei shor hai koi kisko ye batlaye kya dil puchhe ab mera uljhi si ek dor hai koi khamoshi mei shor hai koi kisko ye batlayekya dil puchhe ab mera
Song details
- Singer: Mohammed Irfan
- Singer: Vipin Patwa
- Film / album: Laali Ki Shaadi Mein Laaddoo Deewana (2017)
- Composer: Vipin Patwa
- Lyricist: DR Sagar
- Actor: Akshara Haasan
- Actor: Darshan Jariwala
- Actor: Ehsaan Khan
- Actor: Gurmeet Choudhary
- Actor: Jyoti Kalash
- Actor: Kavitta Verma
- Actor: Kishori Shahane
- Actor: Navni Parihar
- Actor: Ravi Kishan
- Actor: Sanjay Mishra
- Actor: Saurabh Shukla
- Actor: Suhasini Mulay
- Actor: Vivaan Shah
Song video
singer: Mohammed Irfan, Vipin Patwa