Roman script

mere saare wade wade reh gaye aadhe

hai kasoor kya hai kasur kya

jeet ke bhi hare hare khawb ye bechare

ye fitoor kya ye fitoor kya

duniya deewani ishq na jane

duniya deewani ishq na jane

dil to bas dil ko pehchane

naino se naina takraye

na jaane kya dhundhe ankhiya

naino se naina takraye

na jaane kya dhundhe ankhiya

kaise tumhe ye samjhaye

na jaane kya dundhe ankhiya

heer na jaane na jaane ranjha

jaane ye kaisi dor

jud jaaye to tode na toote

ishq ki aisi dor

heer na jaane ranjha na jaane

jaane hai dil mera

kahi pe jaake mil jayega

naam ye tera mera

heer na jaane ranjha na jaane

jaane hai dil mera

kahi pe jaake mil jayega

naam ye tera mera

log deewane dete hai taane

log deewane dete hai taane

dil to bas dil ki hi maane

naino se naina takraye

na jane kya dhundhe ankhiya

naino se naina takraye

na jane kya dhundhe ankhiya

kaise tumhe ye samjhaye

na jaane kya dhundhe ankhiya

tu jab jab mujhse ruthega

mera yaar mera dil tutega

dil tutega jag chhutega

jab yaar tu mujhse ruthega

tu jab jab mujhse ruthega

mera yaar mera dil tutega

dil tutega jag chhutega

jab yaar tu mujhse ruthega

duniya deewani log deewane

ishq khudai kyu na ye jane

duniya deewani log deewane

ishq khudai kyu na ye jaane

naino se naina takraye

na jaane kya dhundhe ankhiya

naino se naina takraye

na jane kya dhundhe ankhiya

dhundhe ankhiya aa

Explore this song