Roman script

naino se mad madira pilakar

naino se mad madira pilakar

tumne haye tumne, hume mastana kiya

apna banakar tumne humko

duniya se begana kiya

apna banakar tumne humko

duniya se begana kiya

ye prem hai kya, jakar puchho

koi shama ke us diwane se

koi shama ke us diwane se

jalne me maza aata hai kya

puchho koi parwane se

jalne me maza aata hai kya

puchho koi parwane se

humne to aadesh pe uske

dil apna nazrana kiya

ha dil apna nazrana kiya

apna banakar tumne humko

duniya se begana kiya

apna banakar tumne humko

duniya se begana kiya

dilwale, dilwale hardum hanste hanste

dil ka sauda karte hai

ha dil ka sauda karte hai

anjam ki kya parwah unko

wo nahi maut se darte hai

anjam ki kya parwah unko

wo nahi maut se darte hai

humne bhi kisi dilbar ke dil se 

aashno ye ada na kiya

aashno ye ada na kiya

apna banakar tumne humko

duniya se begana kiya

apna banakar tumne humko

duniya se begana kiya

kya aan nayi, kya shan nayi

kya aan nayi, kya shan nayi

kya ada nirali, bato ki

kya ada nirali, bato ki

nas nas me bijli daud gayi

ye harkat hai in hatho ki

nas nas me bijli daud gayi

ye harkat hai in hatho ki

hum kaap rahe, ab tak dekho

hum kaap rahe, ab tak dekho

itna humko hairan kiya

itna humko hairan kiya

apna banakar tumne

ha tumne, na na tumne

apna banakar tumne humko

duniya se begana kiya

apna banakar tumne humko

duniya se begana kiya

Explore this song