Roman script

naino ne jo dekha jo raahi matwala 

haaye dil bola ki jaadu kar daala 

naino ne jo dekha jo raahi matwala 

haaye dil bola ki jaadu kar daala 

laaj ka gulaal mare gaalo pe chhagya 

neeli neeli aankho me haaye wo sama gaya 

milte he aankho se sharmana aa gaya 

teere nazer mere dil pe laga 

chhaya mere dil pe khushi ka ujaala 

haaye dil bola ki jaadu kar daala 

saans aaj meri dheemi dheemi aag hai ji 

honto pe mere mitha mitha raag hai ji 

mang ja sindoor hai pyar ka suhag hai 

milte hi aankho me nasha sha hua 

piya aaj mene jo neino ka pyala 

haaye dil bola ki jaadu kar daala 

naino ne jo dekha jo raahi matwala 

haaye dil bola ki jaadu kar daala 

naino ne jo dekha jo raahi matwala 

haaye dil bola ki jaadu kar daala

Explore this song