Roman script

naino me jhula dala, kaajal ki dor ka

kaajal ki dor ka

naino me jhula dala, kaajal ki dor ka

kaajal ki dor ka

palko ki oat me tu, chip chip jhulna

ho chori chori jhulna, hame nahi bhulna

naino me 

naino me jhula dala, kaajal ki dor ka

kaajal ki dor ka

tera mera sath rahe, hatho me hath rahe

tera mera sath rahe, hatho me hath rahe

hoti mulakat rahe

hoti mulakat rahe, yaad ye baat rahe

hame nahi bhulna, hame nahi bhulna

naino me

naino me jhula dala, kaajal ki dor ka

kaajal ki dor ka

tu to hai sajan mera, lab pe hai naam tera

tu to hai sajan mera, lab pe hai naam tera

dil me hai tera dera

dil me hai tera dera, palko me karun basera

hame nahi bhulna, hame nahi bhulna

naino me

naino me jhula dala, kaajal ki dor ka

kaajal ki dor ka

naino me jhula dala, kaajal ki dor ka

kaajal ki dor ka

Explore this song