Roman script

naino me kajra masha allah balo me gajra subhanallah

hotho pe lali allah allah mai mar gaya mar gaya

naino me kajra masha allah balo me gajra subhanallah

hotho pe lali allah allah mai mar gaya mar gaya

kali hai julfe gora hai chehra

chanda pe jaise badal ka pehra

aankho me teri dore gulabi

kali dupatta aachal sunhera

tu mere sath hai na din hai rat hai

teri kya bat hai mai mar gaya

naino me kajra masha allah

balo me gajra subhanallah hotho pe lali allah allah 

mai mar gaya mar gaya naino me kajra 

dekhe jo tere mathe ki bindiya

naino ke uske jaye nindiya

chanchal adaye sahmi si bate

chota sa kad hai bali umariya

matwali chal hai dil ka ye hal hai

jeena muhal hai mai mar gaya mar gaya

naino me kajra masha allah

balo me gajra subhanallah hotho pe lali allah allah 

mai mar gaya mar gaya naino me kajra 

najro me bijli kano me bali aise me dil ka allah wali

jane chaman tu najuk badan hai

jaise lachakti phulo ki daulat

tu mahjabin sabse hasin hai

mai mar gaya mar gaya naino me kajra masha allah

balo me gajra subhanallah hotho pe lali allah allah 

mai mar gaya mar gaya mai mar gaya mar gaya

Explore this song