Roman script

nainan se lagi jhadi lagi man me aaga

rahkar paas tum dur ho hamra ye durbhag

chain mera luta more raja sun jara

chain mera luta more raja sun jara

hai kitna bewafa tu chaliya sajna

chain mera luta more raja sun jara

hai kitna bewafa tu chaliya sajna

chain mera luta more raja sun jara

thukra de sajan ya apna le teri rahungi

thukra de sajan ya apna le teri rahungi

jal jal ke raakh hu tujhse mai na kahungi

jal jal ke raakh hu tujhse mai na kahungi

ye hath jodkar tere mai paiya padungi

ye hath jodkar tere mai paiya padungi

ye jurm tyag de re anyayi jalima

chain mera luta more raja sun jara

hai kitna bewafa tu chaliya sajna

chain mera luta more raja sun jara

mai apne sapno ko bhul ke sakhiyo ko

tere dwar par aayi hu

pyar ki kalio ki mala piroke

sajan tihare liye layi hu

mai apne sapno ko bhul ke sakhiyo ko

tere dwar par aayi hu

pyar ki kalio ki mala piroke

sajan tihare liye layi hu

bali umar mora komal manwa

tadpe man fadke

mai to haar gayi samjha ke ise

ye na samhje 

tan man se ho gayi teri re

mai apne sapno ko bhul ke sakhiyo ko

tere dwar par aayi hu

pyar ki kalio ki mala piroke

sajan tihare liye layi hu

jogan ban gayi hu tere liye

piya mohse hath khani kariyo na

suno ji mere pyar ki shakti

parwat ka bhi shish nawa degi

suno ji mere pyar ki shakti

o rasiya, parwat ka bhi shish nawa degi

teri jiwan daas dekh le ab

tujhe ek din apna bana legi

suno ji

Explore this song