Roman script

jhutha jag rain basera sancha dard mera

mrig trishna sa moh piya nata mera tera

naina jo sanjhe khwab dekhte the

naina bichad ke aaj ro diye hai yu

naina jo milke raat jagte the

naina shehar me palke michte hai yu

juda huve kadam jinhone li thi ye kasam

milke chalenge hardum ab bantte hai ye gam

bhige naina jo khidkiyo se jhankte the

naina ghutan me band ho gaye hai yu

sans hairan hai man pareshan hai

ho rahi si kyu ruansa ye meri jaan hai

kyu nirasha se hai aas hari huyi

kyu sawalo ka utha sa dil mein tufan hai

naina the aasman ke sitare

naina grahan me aaj tutte hai yu

naina kabhi jo dhup senkte the

naina thehar ke chhao dhundhte hai yu

juda huye kadam jinhone li thi ye kasam

milke chalenge hardum ab bantte hai ye gam

bhige naina jo sanjhe khwab dekhte the

naina bichhad ke aaj ro diye hai yu

Explore this song