Roman script

are naina ho gaye banwre tere sang naina laga ke

hal abhi se hai ye mera hal abhi se hai ye mera

aage hoga kya hoga kya hoga kya hoga kya

are naina ho gaye banwre tere sang naina laga ke

naina ho gaye banwre tere sang naina laga ke

hal abhi se hai ye mera hal abhi se hai ye mera

aage hoga kya hoga kya hoga kya 

are naina ho gaye banwre tere sang naina laga ke

are naina ho gaye banwre tere sang naina laga ke

aate aate kabhi jawani ke mausam jab aaye

chhora chhori ek din yuhi raho me takraye

are ho gayi takkar chal gaya chakkar ho gayi takkar 

chal gaya chakkar aage hoga kya hoga kya hoga kya 

are naina ho gaye banwre tere sang naina laga ke

are naina ho gaye banwre tere sang naina laga ke

aankh se teri aankh ladi to dil me hua dhamaka

chalte chalte bich sadak pe pad gaya dil pe daka

ram duhai ram hi jane ram duhai ram hi jane

aage hoga kya hoga kya hoga kya 

are naina ho gaye banwre tere sang naina laga ke

are naina ho gaye banwre are naina ho gaye banwre 

bam bhole ki bhang ne kaisa gajab ka rang dikhaya

are tan man me wo tarang jagi ang ang lehraya

aaye haye kya mohabbat hai jodi salamat rahe 

husn ke rang to dekho ishq ke dang to dekho

log kyu pichhe aaye ye aise shor machaye

ye sab hai pyar ke dushman dil mile to jal jaye

dekh le gali mohalla macha le duniya halla

kiya hai pyar karenge karenge khulam khulla

duniya soche ham kyu soche duniya soche ham kyu soche

aage hoga kya hoga kya hoga kya 

are naina ho gaye banwre tere sang naina laga ke

are naina ho gaye banwre are naina ho gaye banwre 

are naina ho gaye banwre tere sang naina laga ke

are naina ho gaye banwre tere sang naina laga ke

are naina ho gaye banwre tere sang naina laga ke

naina ho gaye banwre tere sang naina laga ke

Explore this song