Roman script

naiharva hamka na bhave hamka na bhave 
naiharva naiharva naiharva 
naiharva hamka na bhave hamka na bhave 
naiharva naiharva naiharva 
sai ki nagari sai ki nagari 
param ati sundar ati sundar 
kaha koi jaye na aaye 
kaha koi jaye na aaye 
chand suraj jaha chand suraj jaha 
pavan na pani pavan na pani 
ko sandesh pahuchave ko sandesh pahuchave 
dard yaha dard yaha dard yaha 
sai ko sunave  
naiharva naiharva naiharva 
bin satguru apno nahi koi apno nahi koi 
ko yaha raah batave ko yaha raah batave
kahat kabira suno bhai sadho suno bhai sadho 
sapne me priytam aave sapne me priyatam aave 
tapan yah piya ki bujhave
naiharva naiharva naiharva

Song details

Song video

Watch on YouTube