Roman script

sar jispe naa jhuk jaaye sar jispe naa jhuk jaaye 

use dar nahi kahte 

har dar pe jhuk jaye use sar nahi kahte 

nahi hai ye tera kucha nahi hai 

nahi hai ye tera kucha nahi hai 

nahi hai ye tera kucha nahi hai 

yaha koi sada deta nahi hai 

nahi hai ye tera kucha nahi hai 

tujhe chhukar use pehchan lenge 

tuhje chhukar chhukar chhukar chhukar 

tujhe chhukar use pehchan lenge

agar agar humne khuda dekha nahi hai 

agar humne khuda dekha nahi hai

yaha koi sada deta nahi hai 

nahi hai ye tera kucha nahi hai

zara socho socho socho 

zara socho to uski pyas logon 

pyas logon 

zara socho to uski pyas logon

wo baadal wo baadal jo kahi barsa nahi hai

wo baadal jo kahi barsa nahi hai 

yaha koi sada deta nahi hai 

nahi hai ye tera kucha nahi hai

naye chehre naye chehre liye phir aao yaaro 

naye chehre naye chehre 

naye chehre liye phir aao yaaro

naye chehre liye phir aao yaaro

ye dil ye dil puri tarah toota nahi hai 

ye dil puri tarah toota nahi hai 

yaha koi sada deta nahi hai 

nahi hai ye tera kucha nahi hai

ganimat jaanlo ganimat jaanlo 

do pal hi raahi

ganimat jaanlo ganimat jaanlo 

do pal hi raahi

wafa ka wafa ka raasta lamba nahi hai

wafa ka raasta lamba nahi hai 

yaha koi sada deta nahi hai 

nahi hai ye tera kucha nahi hai

nahi hai ye tera kucha nahi hai

yaha koi sada deta nahi hai 

nahi hai ye tera kucha nahi hai

Explore this song