Roman script

nahi jahan me nadan koi hum sa bhi 
nahi jahan me nadan koi hum sa bhi 
wafa ke naam pe bekar aye dil dukha baithe 
humare pyar ki majburiya koi dekhe
humare pyar ki majburiya koi dekhe
khud apne aapko ko hum bewafa bana baithe 
hum apne shok ki dali saja rahe the abhi
hum apne shok ki dali saja rahe the abhi
hasin khawabo ke tinke bichha rahe the abhi
tan ke shole kuch aise jagaye duniya ne  
bhari bahar me hum aashiya jala baithe
wafa ke naam pe bekar aye dil dukha baithe 
laga hai zakham wo dil par ke bhar sake na kabhi 
laga hai zakham wo dil par ke bhar sake na kabhi
kiya wo dost ne jo dushman kar sake na kabhi  
kisi ko kyu kahe yaro hum hi se bhul huyi 
hasin jaan ke pathar se dil laga baithe

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Mahendra Kapoor, Lata Mangeshkar