Roman script

na mita na mita bewafa na mita

na mita na mita bewafa na mita

kasam betab ashko ki 

kasam khamosh aaho ki 

kasam ek dubate dil ki 

kasam gam din nigaho ki 

kasam hai tujhko in 

tarsi hui veeran baho ki

kasam hai tujhko in 

tarsi hui veeran baho ki

tarsi hui veeran baho ki 

na sata na sata bewafa na sata

na mita na mita bewafa na mita

kabhi tumne mere dil ki 

hansi duniya sajai thi 

mohabbat jaag uthi thi

tamnna muskurai thi

sada ulfat nibhayenge

sada ulfat nibhayenge

kasam dono ne khai 

na bhula na bhula bewafa na bhula 

na mita na mita bewafa na mita

Explore this song