Roman script

nadiya se dariya, dariya se sagar

sagar se gehra jaam, sagar se gehra jaam

ho ho ho jaam me dub gayi yaaro mere jivan ki har shaam

jo na piye woh kya jaane, pite hai kyu ham diwane yaar aha

jab se hamne pina sikha, jina sikha marna sikha yaar aha

ho ham jab yu nashe me dagmagaane lag gaye

ho ho ho dil ki bechaini ko aaya thoda sa aaraam

nadiya se dariya, dariya se sagar

sagar se gehra jaam, sagar se gehra jaam

ho ho ho jaam me dub gayi yaaro mere jivan ki har shaam

mera kya mai gum ka maara, nashe me aalam hai sara yaar aha

kisi ko daulat ka nasha, kahi muhobat ka nasha yaar aha

ho kahkar ai sharaabi sab pukaare abb mujhe

ho ho ho aur koyi tha yeh toh nahi tha pahele mera naam

nadiya se dariya, dariya se sagar

sagar se gehra jaam, sagar se gehra jaam

ho ho ho jaam me dub gayi yaaro mere jivan ki har shaam

Explore this song