Roman script

he nadiya kinare he rai, aai kangana

nadiya kinare he raai, aai kangana

aaise ulajh gae, anadi sajana

aaise ulajh gae, anadi sajana

nadiya kinare he rai, aai kangana

nadiya kinare he rai, aai kangana

kahe panaghat uupar, gaai thi chalake akeli

mare hans hans tana, sari sakhiyan saheli

gori aur jao na mano kahana

gori aur jao na mano kahana

nadiya kinare he rai, aai kangana

nadiya kinare he rai, aai kangana

ab khadi khadi sochuun, khadi khadi sochuun

dekhi hai sas nanandiya sab ka kari hai bahana

ab to suni kalai lai ke chori chori jana

bhari pada re piya se milana

bhari pada re piya se milana

nadiya kinare he rai, aai kangana

nadiya kinare he rai, aai kangana

aaise ulajh gae, anadi sajana

aaise ulajh gae, anadi sajana

nadiya kinare he rai, aai kangana

nadiya kinare he rai, aai kangana

Explore this song