Roman script

nadi kinare khadi sochati 

nadi kinare khadi sochati kya 

main nadiya hoti kal kal karti jaati 

nadiya ke dig khada sochata 

nadiya ke dig khada sochata kya 

main sagar hota mujh me hai aan mil jaati 

main parvat me chhup jati 

maidano me rah jati 

main jangal me kho jati nadiya tir

badal ko dut bana kar 

main nanhi nanhi bundadiyo sang sandeswa bhijwata

laharati madmati balkhati ithalati 

main daudi daudi aati 

aa sagar me mil jati 

milan kiya sathi 

yada yori mori 

ankhiya jhapi mori 

ankhiya jhapi ankhiya jhapi 

ankhiya jhapi

Explore this song