Roman script

nadaniya kar jaati hai aksar khadi parashaniya

josh sang rakh hosh bhi khud se na ker baemaniya

jawa hone ke naate batani hai kuch baatein

fisal na jaana iss umar me aake

junoon ki hai rawani fitoori hai shaitani

dhuae me na udaana ye jawaniya

nadaniya kar jaati hai aksar khadi parashaniya

josh sang rakh hosh bhi khud se na ker baemaniya

oo.. ooo... oo.. ooo

lagta hai hum to gae kahin ke hum na rahe

pyar me hum to pad gae kaise ek haath tali ker li

dil ne gulami ker li usko magar hum kahe kaise

tum bolo naa bole dekhti hai chemistry

sabne notice kiya tere mere bare me hui gossip

hai topic kuch to hai chal raha

nadaniya kar jaati hai aksar khadi parashaniya

josh sang rakh hosh bhi khud se na ker baemaniya

oo.. ooo... oo.. ooo

dil mera much se lade teri wakalat kare

tujhko hi dhunde aate-jaate dil ye begana hua

ishq bahana hua tere siva na koi baatein

teri meri jodi jamti hai apni to banti hai

karungi teri qadar choice bhi apni matching hai

ke goodess setting hai we are made for each other

nadaniya kar jaati hai aksar khadi parashaniya

josh sang rakh hosh bhi khud se na ker baemaniya

jawa hone ke naate batani hai kuch baatein

fisal na jaana iss umar me aake junoon ki hai rawani

fitoori hai shaitani dhuae me na udaana ye jawaniya

nadaniya kar jaati hai aksar khadi parashaniya

josh sang rakh hosh bhi khud se na ker baemaniya

oo.. ooo... oo.. ooo

Explore this song