Roman script

nada ki dosti ji ki jalan, jane na balma prit ki agan

tir laga aisa ki chain nahi aaye, chain nahi aaye

bar bar tadpu jiya til milaye, jiya til milaye

karde na bawri ye mithi chubhan, jane na balma prit ki agan

nada ki dosti ji ki jalan, jane na balma prit ki agan

pagla na samjhe nigaho ki boliya, nigaho ki boliya

kaise bharenge murado ki jholiya, murado ki jholiya

har gayi saiya mai kar ke jatan, jane na balma prit ki agan

nada ki dosti ji ki jalan, jane na balma prit ki agan

chaila ne dala hai batiyo se jadu, batiyo se jadu

phir bhi samjhata hai apne ko sadhu, apne ko sadhu

kitna hai sidha ye baka sajan, jane na balma prit ki agan

nada ki dosti ji ki jalan, jane na balma prit ki agan

nada ki dosti ji ki jalan, jane na balma prit ki agan

Explore this song