Roman script

nache mora pyar dekho na nache mora pyar dekho na 
kehti hai kya duniya kehne do na 
nache mora pyar dekho na nache mora pyar dekho na
tu hai jahan pe sajna mai wahan hoon
arey kho gayi mai to mehfil me kahan hoon 
tu jahan pe sajna mai wahan hoon
arey kho gayi mai to mehfil me kahan hoon 
dekho magan hoon mai kaise dekho rehne do na 
nache mora pyar dekho na nache mora pyar dekho na
pyar hai salamat to ye gum bhi hassen hai 
aahon pe na jao fariyaad ye nahi hai 
pyar hai salamat to ye gum bhi hassen hai 
aahon pe na jao fariyaad ye nahi hai 
ye aansu hai khushi ke aansu bhahne do na 
nache mora pyar dekho na nache mora pyar dekho na
badnami izzat hai mere dil deewane 
pyar kiya hai jisne ye raaz wahi jaane haay 
badnami izzat hai mere dil deewane 
pyar kiya hai jisne ye raaz wahi jaane
mera nahi kuch bhi kya hai jo lutega 
mujh pe jo hanse gaa apne pe hanse gaa 
kehta hai jo koi use kehne do na
nache mora pyar dekho na kehti hai kya duniya 
kehne don na

Song details

Song video

Watch on YouTube

lyricist: Majrooh Sultanpuri, Surendra Saathi